Book Title: Digambar Nitya Pooja Patha Samgraha
Author(s): Adinath Jinalaya JCA New York USA
Publisher: Adinath Jinalaya JCA New York USA

Previous | Next

Page 9
________________ Shree ji par jo jal dhhurata hey, Vah gandhodak sukh kar-ta hey. Mey-na sundari ne gandho-dak ke dwara, Kiya kshan mey kusht nivara. Shree Ji.... 1411 Var kalsho mein jal laakar ke, Sur surbhit gandh milakar ke. Saudharam indra sir dhaar, sindhu sa saja, Abhishek kare jin raja. Jinvar jagati ke iish... 311 Sab bhakt indra sahyog karein, Indrani mangal paatra dharein, Mukta ratno si vrashti lakhe agh haja, Abhishek kare jin raja. Jinvar jagati ke iish... 141 Gandharv-indra na chhoo saktey, Ham aaj unher sir par dhar-tey. Yah dhanya ghadi mil jaaye baram-bara, Yah bhaav hriday mey dhara. Shree Ji.... 1511 Abhishek kare sukh milta hai, Bhavi karma mail sab dhulta hai, Sanmati ikchhit fal mile aatm sukh kaja, Abhishek kare jin raja. Jinvar jagati ke iish... 15 Sukh Shanti agar tum chaho to. Jhat prabhu ji ke mandir aao to. Har baar karo prabhu ji ki shanti dhara, Baney jeevan uttam sara. Shree Ji..... 161 ABHISHEK STUTI JANMABHISHEK KA GEET Shree Ji ka abhishek karey ham leke shuddh jal dhara, Dhul jaaye paap hamara. Mangal kalash bharaun, meru par jaun, ki jinvar nahvan karun, Mangal kalash bharaun, meru par jaun, ki jinvar nahvan karun. ||1|| Airavat par prabhu baithaye, Shat-indran sang panduk laye, Panduk nahvan karaun, meru par jaun, ki jinvar nahvan karun. ||2||| Shree ji anant gun vaaley hain, Aru param shuddh tan valey hain. Ln ke char-non mey vandan kar-lo shat bara, Fir shuru karain jal dhara. Shree Ji... ||1|| Neer bharan kshirodhadhi-javen, bhar-bhar kalash neer le aaven, Mastak kalash dhuraun, meru par jaun, ki jinvar nahvan karun. 31 Sur Indra dev bhi swargon mey, Abhishek karain nit bhavno mey. Hey pujya a-kritrim bimb sakal sur dwara, Swargon mey bhi sukh-kara. Shree ji... 12/1 Indra-indrani mangal gaven, prabhuji ke charanon mey sheesh jhukaaven. Netra hajaar banaun, Meru par jaun, ki jin-var nahvan karun. 1411 Prabhuji ke char-no ki balihari, indra-shachi pulke ati-bhari, Geet sumangal gaun, meru par jaun, ki jinvar nahvan karun. 1511 Tray ashtahnik ke parvo mey, Aru Nandeeshvar ke bhav-no mey. Sur-pati bhi jaatey lekar sab pari-vara, Poojan kar-tey har bara. Shree Ji.... |13|| 12

Loading...

Page Navigation
1 ... 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48