Book Title: Digambar Nitya Pooja Patha Samgraha
Author(s): Adinath Jinalaya JCA New York USA
Publisher: Adinath Jinalaya JCA New York USA

Previous | Next

Page 41
________________ DAS LAKSHAN DHARMA AARATEE MERI BHAVANA Dashgun yantra prati fero-Aaratee karo yantra prati fero, Dashgun yantra prati fero-Aaratee karo yantra prati fero, Pratham kshama vratt mardav palo-aarjav satya samharo, Dashgun yantra prati fero-Aaratee karo yantra prati fero, Sauch sulakshan sayam taran-tapgun tyaag vicharo, Dashgun yantra pratifero-Aaratee karo yantra prati fero, Jisne raag dwesh kaam-aadik jeete sab jag jaan liya, Sab jeevo ko moksh marg ka nis-prah ho up-desh diya. Buddh, Veer, Jin, Hari, Har, Brahma ya usko Swa-dheen kaho, Bhakti-bhav se prerit ho yah chitt usi mey leen raho. ||1|| Vish-yo ki asha nahi jin-ke saamya bhav dhan rakh-te hey, Nij par ke hit-sadhan mey jo nish-din tat-par rah-te hey. Swarth tyag ki kathin tapas-ya bina khed jo karte hey, Aise gyani sadhu jagat ke dukh samuh ko har-tey hey. 211 Rahe sada sat-sang unhi ka dhyan unhi ka nitya rahey, Un hee jaisee char-ya mey yah chitt sada anu-ratt rahey. Nahi sata-u kisee jeev ko jhoot kabhi nahi kaha karu, Par-dhan vanita par na lubha-u san-to-sham-rit piya karu. 1311 Aakinchan sam sadgun dharo-brahmcharya avdharo, Dashgun yantra prti fero-Aaratee karo yantra prati fero. Jinmukh kamal samudbhav dashdha-sad-dharam piyaro, Dashgun yantra prati-fero-Aaratee karo yantra prati fero, Dharma-chandra priy shukla sukirti-sansrti bhraman nivaro, Dashgun yantra prati fero-Aaratee karo yantra prati fero. Ahamkaar ka bhav na rakh-u nahi kisi par krodh karu, Dekh doos-ro ki badh-ti ko kabhi na ir-shya bhav dharu. Rahe bhavna aisee meri saral satya vya-vahar karu, Baney jaha tak is jeevan mey auro upkaar karu. 1411 Maitree-bhav jagat mey mera sab jeevo se nitya rahey, Deen dukhi jeevo par mere ur se karu-na Srot bahey. Dur-jan kroor ku-marg-rato par kshobh nahi mujh-ko avey, Samya bhav rakhu mey un par aisee pari-nati ho javey. 1511 Guni jano ko dekh hri-day mey mere prem umar avey, Baney jaha tak unki seva kar-key yeh mann sukh pavey. Ho-u nahi kri-ta-ghna kabhi mey droh na mere ur avey, Gun-grahan ka bhav rahey nit, drish-ti na do-sho par javey. |16|| Koi bura kaho ya achchha lakshmi avey ya javey, Lakho varsho tak jee-u ya mri-tyu aaj hi aa javey. Athva koi kaisa hi bhay ya la-lach dene avey, To bhi nyay marg se mera kabhi na pag dig-ney pavey. 1171 76 71

Loading...

Page Navigation
1 ... 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48