Book Title: Digambar Nitya Pooja Patha Samgraha
Author(s): Adinath Jinalaya JCA New York USA
Publisher: Adinath Jinalaya JCA New York USA

Previous | Next

Page 43
________________ JIN-WAANI STUTI JIN-WAANI VANDANA Mithya-tam naash-vey ko, gyaan ke prakash-ve ko Aapa par bhas-ve ko, bhanu si ba-khani hey. ||1||| Chhahon dravya janvey ko, bandh-vidhi bhan-vey ko, Sva par pichhan-vey ko, param pramani hey. ||2|| Anu-bhav bataay-vey ko, jeev ke jataaty-vey ko, Kahu na sataay-vey ko, bhavya ur aani hey. 311 Mata tu daya karke, karmo se chura dey-na, Itni si vinay tum se,charno mey jaga dey-na ||11| Sansaar mey bhat-ke hain maya ke an-dhere mey, Koi na hamara hai is karm ke reley mey. Koi na hamara hai, tum dheer bandha dena, It-nee si vinay tum se, char-no mey jagah dey-na. ||2|| Jahan taha taar-vey ko, paar ke utar-vey ko. Sukh vis-taar ko. ye hi Jin-vani hey. 1411 Hey jin-vani bhaarati, tohey japo din rayn, Jo teri shar-na gahey, so paavey sukh chein. 1511 Jeevan ke chaurahe par ham soch rahe kab se, Jaaye to kidhar jaaye ye pooch rahe man se. Path bhool gaye hain ham, tum raah dikha dena, It-nee si vinay tumse, char-no mey jagah dey-na. |13| Lakhon ko u-bara hey, ham ko bhi u-baro tum, Majh-dhar mey hey nai-ya, usko bhi tira-do tum. Majh-dhar mey at-ke hey, us paar laga dena. It-nee si vinay tumse, char-no mey jagah dey-na. 411 Ja vaani ke jaan te sujhe lok-alok, so vaani mastak namu sada det hu dhok. |16|| 80

Loading...

Page Navigation
1 ... 41 42 43 44 45 46 47 48