Book Title: Digambar Nitya Pooja Patha Samgraha
Author(s): Adinath Jinalaya JCA New York USA
Publisher: Adinath Jinalaya JCA New York USA

Previous | Next

Page 11
________________ Indra aur Dhar-nen-dra bhi aaye, Devi Padma-vati mangal gaaye. Asha puro sada, dukh nahi pa-vey kada, Sevak thara, meto meto ji sankat hamara. Tum se..... 1311 Dekh neelanjana ke nidhan ko, Raaj chhoda gaye dev van ko. Yog sadha kathin, karma bandhan gahan to-d dale. Indra dharnendra... 1411 Jag ke dukh ki to par-va nahi hey, Swarg-sukh ki bhi chah nahi hey. Meto jaman-maran, ho-vey aisa yatan, Paras pyara, meto meto ji sankat hamara. Tum se.... 141 Siddh par-matma pad paa gaye tum, Shambhu brahma jineshwar bhaye tum Sir navate hue, gun gan gate hue,gandhar haare. Indra dhar-nendra... 1511 Lakhon bar tumhe sheesh nava-u, Jag ke nath tumhe kaise pa-u. Pankaj vya-kul bhaya, darshan bin yeh jiya, Laa-gey khara, meto meto ji sankat hamara. Tum se..... 151 Nath! apni charan bhakti deeje, Aatm-gun-sindhu mein magn keeje. Cheeje aawa-gaman, shivpur mein ho gaman karma jhare. Indra dhar-nendra... |16|| Tum se lagi lagan, le lo apani sharan. Paras pyara, meto meto ji sankat hamara. Tum se.... 61 SHREE MAHAVEER STUTI SHREE ADINATH STUTI Tumho trish-la kunwar, janme kundal-nagar, veer pyare Meto meto ye sankat hamare. ||1|| Jay jay shree Aadi-Jin, tum ho taaran taran, Bhavijan pyare, indra dhar-nendra stutidhar tumhare. Jay jay... |1111 Prabho tum sarvarth-sidhhi se aaye, Maata marudevi ke sut kahaye, Nabhi nrap ke nandan tumko shat shat vandan ho hamarey. Indra dhar-nendra... |2|| Tumne sanmarg aakar dikhaya, Jag se agyan tam ko hataya. Tum na aate agar, kaun leta khabar, veer pyare. Meto meto ye sankat hamare. Tum ho... |12|| Beech majhdhar mein aaj naiya, Koun tum bin hein is ka khivaiya. Gah-re gam ke bhavar, aur-na aatein nazar hein kinare... Meto meto ye sankat hamare. Tum ho... 311 Karma yug ke pratham tum vidhata, Lok hit marg ke aadi gyata. Anka akshar kala, tumse prag-te prabhu shilp saare. Indra dhar-nendra... 311 Jhute Vishayon se rat ho rahe hein, Jag mein fas kar supath kho rahe hein. Yun dukhi jan-kar, ho rattan pe mahar, veer pyare... Meto meto ye sankat hamare. Tum ho... |14|| 16

Loading...

Page Navigation
1 ... 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48