Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
## 302
## Kasaya Pahud Sutta [5 Sankrama-Arthadhikar 213. Jahanne Eyasamo | 214. Ukassen Uvaddapoggalpariy{ |
## Samadhan-Ukt Sankramastahano ka Jaghanya Antarakal Ek Samaya Aur Utkrisht Antarakal Uparthpudgalparivartan Hai. ||213-214||
## Vishesharth-Sutrokta Sankramastahano ke Antarakalonmen se Yathakrase Pehle Sattai-Prakrutik Sankramastahan ke Jaghanya Antar ka Spashtikaran Karte Hain-Sattai ka Sankramak Koi Upshamsamyadristi Jiv Upshamsamyaktva ke Kalmen Ek Samaya Rahnepar Sasadan Gunasthan ko Prapt Hua Aur Ek Samaya Pachchis ka Sankramak Rahkar Antar ko Prapt Ho Dusre Hi Samaymen Mithyadristi Banakar Sattai ka Sankramak Ho Gaya. Is Prakar Ek Samaymatra Prakrit Sankramastahan ka Jaghanya Antarakal Siddh Ho Jata Hai. Athava Sattai ka Sankramak Koi Mithyadristi Jiv Samyaktva Prakruti ki Udvelana Karta Hua Samyaktva ke Abhimukh Hokar Antar Karke Aur Mithyatva ki Pratham Sthiti ke Dvicharam Samayme Sattai ke Sankramak Roop se Samyaktva Prakruti ki Charamfali ko Mithyatva ke Upar Sankramit Karke Uske Anantar Charam Samaymen Chhabbis ka Sankraman Karke Antar ko Prapt Hua
Aur Samyaktva ko Prapt Karne ke Pratham Samaymen Punah Sattai ka Sankramak Ho Gaya. Is Prakar se Bhi Sattai-Prakrutik Sankramastahan ka Ek Samay Praman Jaghanya Antar Siddh Ho Jata Hai. Issi ke Utkrisht Antar Kal ka Varna Is Prakar Hai-Koi Ek Anadi Mithyadristi Jiv Ardhpudgalparivartan ke Adi Samayme Upshamsamyaktva ko Prapt Hua Aur Sarv Laghukal se Mithyatvame Jaker Sarv Jaghanya Udvelana-Kal se Samyaktva Prakruti ki Udvelana Karke Aur Sattai-Prakrutik Sankramastahan ke Antar ko Prapt Hua. Punah Deshon Ardhpudgalparivartan Tak Sansar me Paribhraman Karke Siddh Honeme Jab Antarmuhurt Kal Shep Raha, Tab Upshamsamyaktva ko Prapt Hua. Uske Dusre Samayme Sattai ka Sankraman Karnepar Sattai-Prakrutik Sankramastahan ka Uparthpugal-Parivartan Praman Utkrisht Antarakal Prapt Hota Hai. Chhabbis-Prakrutik Sankramastahan ke Ek Samaymatra Jaghanya Antarakal ka Varna Is Prakar Hai-Jisne Samyaktva Prakruti ki Udvelana Kar Di Hai Aisa Koi Chhabbis ka Sankramak Jiv Upshamsamyaktva ke Abhimukh Hokar Mithyatva ki Pratham Sthiti ke Dvicharam Samayme Samyagmithyatva ki Charam Fali ko Mithyatvaroop se Sankramit Karke Tadanantar Samaymai Hi Pachchis ke Sankraman-Dwara Antar ko Prapt Hokar Upshamsamyaktva ke Pratham Samayme Punah Chhabbis ka Sankramak Ho Gaya. Is Prakar Jaghanya Kal Siddh Ho Gaya. Issi ke Utkrisht Antarakal ka Varna Is Prakar Hai-Koi Anadi Mishyavristi Jiv Ardhpudgalparivartan ke Adi Samayme Upshamsamyaktva ko Prapt Hokar Aur Sarv Laghukal se Mithyatvame Jaker Sarv Jaghanya Udvelanakal se Samyaktva Prakruti ki Udvelana Karke Chhabbis ka Sankramak Ho Gaya. Punah Sarv Laghukal se Samyagmithyatva ki Udvelana Karke Panchchis ke Sankramak Roop se Antar ko Prapt Hua Aur Deshon Ardhpudgalparivartan Tak Paribhraman Karke Sansar ke Antarmuhurtmatra Shep Rah Jane Par Upshamsamyaktva ko