Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
Hingamanagranesaha Sandhasaranalan Najamarumahahava Jamahahavadanasamala Janahasa Piramalahumahayala Tirakkhamalilata Tamatamudyupasina Japasyanavanapalikan Latashanavadavalidharishvadhatikaragaranilindarpavanjatanpaujiutarapathaalachasaaja Tasthavakavarti Unisalulus Ponapurlil Ritup ayavaad Garitrayad Valakada Viharanasuhade Sulakasamud Sanuderaajakula Sudupasichch Pandi Upadpakalakisismi Haudivisiviyasa Taasalaasibudi Itarumhimaayam Maha Khavayavambarskidapadatedan Madkhanishrad ayajedan Gayuparisvasyapatal Paayanaguru Vakathyihahahipata Jahivanatarusahahimadavinalaschchalakanathkhadavillalasshadharanava.
Door par teer ka sandhan nahin karta ||11||
Jabtak mahayuddha mein samarth shatru tumhen yuddha mein nahin marta aur jabtak teekhi talwar hath mein liye hue vah tumhari nirakul dharti ka apaharan nahin karta, tabtak aap uske pass doot bhejen. Yadi vah pranam karta hai to uska palan kiya jaye, nahin to fir bahubali ko pakad liya jaye aur bandhkar karagar mein daal diya jaye." Jab usne (purohit ne) yah mantran di to raja ne uske pass doot bheja. Vah doot
apne swami mein anurakt shatru ka vidhvansa karnewala subhat, sulakashan, saumya, sudarshan, desh-jati aur kul se siddha-prasiddha, pandit, chatur, prabhu ki lakshmi se samriddh, vividh vishay aur bhaashaon ka bolnewala, uttar ko dekh lene wala aur mahima se mahaan, tejassvi, prabhu ka tej rakhnewala, madhurabhasi, adar yukt aur ajeey tha. Apne vahan ko prerit kar doot chal diya aur kai dino mein podanpur nagar pahuncha. Jahan vanataruon ki shakhaon se madhu nikal raha tha, chanchal ashok vrikshon ke patte hil rahe the. Atyant lambhe pravas ke