Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
Yarisamjam evadi natas avaheriyakhakh ya gapam ain diyade tim parayitasupayajaiya madaharpayan rana le parya d mahiparakhin kna tarakusu mareparajiyasamare mayandagal gadaliyakar padpavalikhis mashejam tadi vimirisas pakshtamapananitadinupam sakhandaga liyapababaleva parisamir as makharam dharmat kinkiranivasahini janva 122 gane karis khahi riya dibakavale pasara hinakhirakhisal tansunvisanchadi.
Pukadanta panditma shri agatyavanma
Ravinaatik
Us melpati nagar men dharati par bhraman karta hua, khalajanon ki avahelna karne wala, gunon se mahan kavi Pushpadanta kuchh hi dinon men pahuncha. Durgam aur lambe path ke karan kshina, navachandra ke saman sharir se dubla- patla vah, jiske amravriksh ke guchchon par tote ikatthe ho rahe hain aur jiska pavan vriksh-kusumon ke parag se ranjit hai aise nandanvan men jaise hi vishram karta hai vaise hi vahan do aadmi aaye. Pranam kar unhone
Is prakar kaha- "He pap ke ansh ko nasht karne vale kavi Khand (Pushpadanta kavi), paribhraman karte hue bhramaron ke shabdon se goonjte hue is ekant upavan men tum kyon rahte ho?
Hathion ke swaron se dishamandal ko bahra bana dene vale is vishal nagarvar men kyon nahin pravesh karte?" Yah sun kar abhimanmeru Pushpadanta kavi kahta hai
JainEducation International
For Private & Personal use only