Book Title: Jain Thoughts And Prayers
Author(s): Kanti V Maradia
Publisher: Yorkshire Jain Foundation

View full book text
Previous | Next

Page 37
________________ BAARAH BHAAVANAA kachhu banai upaay, karm chor aavat rukai. 1. Raajaa raanaa chahatra-pati, haathin ke asvaar. Maranaa sabako ek din, apani apani baar. 9. Gyaan-deep tap-tela bhar, ghar shodhai bhram chhor. Ya vidhi bin niksai nahee, paithe poorab chor. Panchmahaavrat sancharan, samiti panch parakar. Prabal panch indriya-vijay dhaar nirjara saar. 2. Dal-Bal-devi devataa, maat-pitaa parivaar. Maratee viriyaan jeev ko, koyi na raakhan haar. 3. Daam bina nirdhan dukhee, trashnaa-vasa dhanavaan. Kahun na sukh sansaar main, sab jag dekhyo chhaan. 10. Chaudhah raaju utang nabh, lok purus santhaan. Taamain jeev anaadi te, bharamat hai bin gyan. 11. Dhan-kan kanchan raaj sukh, sabahi sulabh kari jaan.Durlabh hai sansaar main, ek jathaarath gyaan. 4. Aap akelo avatarai, marai akelo hoy. Yun kabahun iss jeev ko, saathi sagaa na koy. 12. Janche sur-taru dey sukh, chintat chintaa rein. Bin jaanche bin chintaye, dharma sakal sukh dain. 5. Jahaan deh apanee nahin, tahaan na apano koy. Ghar sampati par prakat ye, par hain parijan loy. 6. Dipai chaam-chaadar madhi, haadh peenjara deh. Bheetar yaa sam jagat main, aur nahee ghin-geh. 7. Moh-neend ke jor, jagavaahi ghoomai sada. Karma chor chanhu aur, saravas lootai sudh nahee. 8. Satguru deya jagaay, moh-neend jab upshamai. Tab For Private & Personal Use Only www.yjf.org.uk 73 For Private & Personal Use Only www.yjf.org.uk 74

Loading...

Page Navigation
1 ... 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49 50 51 52