Book Title: Digambar Jain Pooja English
Author(s): Ambika Pandya
Publisher: Ambika Pandya

Previous | Next

Page 35
________________ Yeh Panchparamdev Sada Bandu Hamare. Sansaar Visham Siddhu Se Humko Bhi Ubhare. Jindhram Chakra Sarvadha Chalthahi Rahega. Jo Iski Sharan Le Vo Sulajthahi Rahega. Jinki Dhwani Piyush Ka Jo Paan Karenge. Bhav Rog Dhoor Karve Mukthi Kaanth Banenge. Jin Chethya Ki Jo Vandana Thrikal Kare He. Ve Chitswarup Nithya Athma Laab Kare He. Krathim Akrathim Jinaalye Ko Jo Bhaje. Ve Karmshtru Jeeth Shivalaye Me Jaa Base. Navdvathao Ki Jo Nith Aradhana Kare. Ve Mathruraaj Ki Bhi Tho Viradhana Kare. Me Karm Shatru Jeetne Ke Heth Hi Jaju. Sampurna Gyanmathi Sidhheth hi Bhaju. Navdevo Ko Bhakthivash Koti Koti Pranam. Bhakthi Ka Pahl Me Chau Jinpad Me Vishram. Jo Mabya Shradhamthi Se Navdevtha Puja Kare. Ve Sab Amangla Dosh Har Sukh Shanthi Me Jhula Kare. Navnithi Atul Bandhar Le Phir Moksha Sukh Bhi Paavathe. Sukhsindhu Mein Ho Magna Phir Yahaanpar Kabhi Naa Aavathe. Page 35 of 49

Loading...

Page Navigation
1 ... 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49