Book Title: Digambar Jain Pooja English
Author(s): Ambika Pandya
Publisher: Ambika Pandya

Previous | Next

Page 34
________________ Navadevthao Ki Sadha Jo Bhakti Se Archa Kare. Sab Sidhi Navnidhi Ridhi Mangal Paaya Shivkantha Vare. Angoor Amrakh Amar Amuth Phal Bharaoon Thal Me. Utham Anupam Moksha Phal Ke Hethu Puju Aaj Me. Navadevthao Ki Sadha Jo Bhakti Se Archa kare. Sab Sidhi Navnidhi Ridhi Mangal Paaya Shivkantha Vare. Jal Gandh Akshath Pushp Charu Deepak Sudhoop Pahalyale. Var Rathnatraya nidhi Laab Yeh Bas Aarg Se Pujath Mile. Navadevthao Ki Sadha Jo Bhakti Se Archa Kare. Sab Sidhi Navnidhi Ridhi Mangal Paaya Shivkantha Vare. Jaldhara Se Nitya MeJag Ki Shanti Heth. Navdevo Ko Pujj Hoon Shradha Bhakthi Sameth. Naana Vidhi Ke Suman Le Mann Me Bahu Harshaaye. Me Puju Navdevatha Pushpanjali Chadaye. Jaap (9x) JAYAMALA Chinchintha Maniratna Theenloka Me Thrashto Ho. Gaaoon Gunnmani Maal Jayavanthe Vratth Sadha. Jai Jai Shri Arihant Devdev Hamare. Jai Ghathiya Ko Ghath Sakal Jantu Ubare. Jai Jai Prasidha Sidha Ki Me Vandana Karu. Jai Ashta Karmmathru Ki Me Archana Karu. Acharya Devgunn Chathis Dhaar Rahe He. Dishadide Asanrab Mabya Thaar Rahe He. Jaivanthe Upadhaya Guru Gyan Ke Dhani. Sanmaarg Ke Updesh Ki Varshi Kare Dhani. Jai Sadhu Aathayees Gunno Ko Dhare Sadha. Nij athma Ki Sadhana Se Chethyan Ho kada. Page 34 of 49

Loading...

Page Navigation
1 ... 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49