Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
[412] [Prajñāpanā Sūtra 514. Askhejjapadesogāḍhāṇam puccha. Go'yamā! Aṇantā paujavā / se keṇadveṇam bhante! Evam ucchati? Go'yamā! Askhejjapadesogāḍhe poggale askhejjapadesogāḍhassā poggalassā davvaṭṭhāe talle, padesaṭṭhāyāe chaṭṭhāṇavaḍite, progahāṇaṭṭyāe cauṭṭhāṇava'u'ite, ṭhiṭīe cauṭhāṇavaḍite, vaṇṇādi-aṭṭhapāsehi chaṭṭhāṇavaḍite. [514 Pra.] Bhagavan! Asankhyātapradesāvagāḍha pudgalon ke kitne paryāya kahe gaye hain? [514 U.] Gautama! (Unke) anant paryāya kahe hain / [Pra.] Bhagavan! Kis kāran se aisa kahā jātā hai ki asankhyātapradesāvagāḍha pudgal ke anant paryāya hain? [U.] Gautama! Ek asankhyātapradesāvagāḍha pudgal, dusre asankhyātapradesāvagāḍha pudgal se dravya ki apeksha se tulya hai, pradeson ki apeksha se shaṭsthānapatit hai, avagāhana ki apeksha se chatuḥsthānapatit hai, sthiti ki apeksha se chatuḥsthānapatit hai, varṇādi tatha praṣṭa sparśon ki apeksha se shaṭsthānapatit hai. 515. Egasamayaṭhiṭīyāṇam puccha. Go'yamā! Aṇantā pajjavā paṇṇattā. Se keṇṭheṇam bhante! Evam vuccati? Go'yamā! Egasamayaṭhiṭīe pomgale egasamayaṭhiṭīyassā poggalassā davvaṭṭhāe tulle, paesatṭhāyāe chaṭṭhāṇavaḍite, ogāhaṇaṭṭyāe cauṭṭhāṇavaḍite, ṭhiṭīe tulle, dhaṇṇādi-ahaphāsehi chaṭṭhāṇavaḍite. [515 Pra.] Bhagavan! Ek samaya ki sthiti vāle pudgalon ke kitne paryāya kahe gaye hain? [515 U.] Gautama! (Unke) anant paryāya kahe hain. [Pra.] Bhagavan! Kis kāran se aisa kahā jātā hai ki ek samaya ki sthiti vāle pudgalon ke anant paryāya hain? [U.] Gautama! Ek samaya ki sthiti vāla ek pudgal, dusre ek samaya ki sthiti vāle pudgal se dravya ki apeksha se tulya hai, pradeson ki apeksha se shaṭsthānapatit hai, avagāhana ki apeksha se chatuḥsthānapatit hai, sthiti ki apeksha se tulya hai, varṇādi tatha aṣṭa sparśon ki apeksha se shaṭsthānapatit hai. 516. Evam jāv dasasamayaṭhiṭīe. [516] Is prakar yāvat das samaya ki sthiti vāle pudgalon ki paryāyasambandhi vaktavyatā samjhani chahie.