Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
Yalavivahattanayam ashyalehahohint ikashkarahalaharaharipadisa buk pathasabalaviyakahya ramjana tanavajalashwaranikadam mahamani sansumritamuthi asakiudiyama sap emvihasap kalehosamvaktinadwayatkai kilyavamal marappinu mayakhahahi
Tishalu ramihitijkal espivihim. Tisamvaanamdar ladatyahi nip ragharinaphodad itivinayataruni na nasah itipichamkavihasiditi niya
Panivaddha kahihiti dhammaajakarasasat tarashtachakavarta
Nikammarantarashas tunagardavasanalham ab badi dhapathi vaman nihit
Ruvipavaddharamlai sanhitikalkamumba panchhak
Jadikinvammimidbithatat sinihiti gadevalajalasanihitikhatva tapvanavanasa madevayajaldevam ashelpihilipatti
Yo..
Ghatta - Tab nave megh ke saman dhwanivale mahamuni Rishabh kahte hain - "He putra, tumne jo poocha hai vah suno. Tumhare dwara nirmit dwijasasan samay ke sath kutsit nyay aur nash karne wala ho jayega" ||9||
10 "He putra, papkary kyon kiya. Ye log (Brahman) pashu maar kar uska mans khaenge. Yajna mein raman karenge, swachhand kridha karenge, madhur somapaan karenge. Putra ki kamini parastri ka grahan karenge, aur dusron ke liye
apni patni denge, madyapaan karte hue bhi dusht nahin honge. He rajan, pranivadh se bhi ve dusht nahin honge. Ve jo karenge usi ko dharm kahenge, aur vah bhi usi karm se tarega. Shunyagaron, veshyakulon aur bhi papon se andhe rajakulon ke kulkarmi ko jahan dharm kaha jayega. He putra vahan main pap ka kya varnan karu! Ve gay aur aag ko devta kahenge. Prithvi aur pavan ko devta kahenge, vanaspati ko devta aur jal ko devta kahenge.