Disclaimer: This translation does not guarantee complete accuracy, please confirm with the original page text.
448
Dasha-Shruta-Skandha Sutra
Tenth Dasha
“Teṇeva” here, the use of the third case in place of the seventh case is not blameworthy, as it is Prakrit.
Now the Sutrakar describes the fruit of restraint without nidana:
Evam khalu samaṇauso! mae dhamme paṇṇatte iṇameva niggantha-pāvayane jāv se ya parakkamējjā savva-kāma-viratte, savva-rāga-viratte, savva-saṅgātite, savvaha savva-siṇehātikte, savva-caritta-parivuddhe.
Evam khalu śramaṇa! āyusman! mayā dharmaḥ prajñaptaḥ idameva nirgrantha-pravacanaṁ yāvat sa ca parākramet sarva-kāma-viraktas, sarva-rāga-viraktas, sarva-saṅgātitaḥ, sarvatha sarva-snehaatikrantaḥ, sarva-caritra-parivṛddhaḥ. _Padarthanvayaḥ-samaṇauso-he āyusman! śramaṇa! evam khalu-is prakar niścaya se mae-maine dhamme dharma paṇṇatte-pratipadan kiya hai iṇameva-yahi niggantha-pāvayane-nirgrantha-pravacana jāv-yāvat sab duḥkhon ka ant karne vala hai ityadi se ya–vah parakkamējjā-sanyam marg me parakram kare aur parakram karta hua savva-kāma-viratte-sab kamon se virakt hota hai savva-rāga-viratte-sab ragon se virakt hota hai savva-saṅgātite-sab ke sang se prithak hota hai savvaha-sarvatha savva-siṇehātikkanta-sab prakar ke sneha se dur hota hai aur savva-caritta-sab prakar ke caritra se parivuddhe-parivṛddha (dṛḍha) hota hai.
Mūlārtha-he āyusman! śramaṇa! is prakar maine dharma pratipadan kiya hai | yah nirgrantha-pravacana yāvat sab duḥkhon ka ant karne vala hota hai | vah sanyam-anuṣṭhān me parakram karta hua sab ragon se virakt hota hai, sab kamon se virakt hota hai sab tarah ke sang se rahit hota hai aur sab prakar ke sneha se rahit aur sab prakar ke caritra me parivṛddha (dṛḍha) hota hai.
Tīkā-is sūtra me nau nidana-karmōn ke anantar anidān ka viṣaya varnan kiya gaya hai | śrī śramaṇa bhagavān mahāvīr svāmī jī kahte hain ki he śramaṇa! āyusman! maine