________________
JAL ABISHEK PATH
Papacharan thaji navan kartha chith mein ese dharu Sakshath shriarihant ka mano navan parsan karu Ese vimal parinaam hothe ashub nasi shubh bandh the Vidhi asub nasi shub bandhthe hai sharm sab vidhi taas the
Paavan mere nayan bhya tum dharas the Paavan paani bhaye tum charnani parasthe Paavan man hae gyayo tihare dhyan the Paavan rasna maani tum gun gaanthe
Paavan bhai parjhye meri bhyao me puran dhani Me shakti purvak bhakti keene purn bhakti nahi bani Dhan dhanya the badbhhagi bhavi tin neev shiv ghar kee dhari Var cheersagar aadi jal mani khumb bhar bhakti kari
Vighan sagan van dhahan dhan prachand ho Moha mahatm dalan prabal maartand ho Brahma Vishnu Mahesh aadi sangya dharo Jag vijyai yamraj naash taako karo
Anand karan dhukh nivaran param mangalmaya sahi Moso patit nahi aur tumso patit taar sunyo nahi Cintamani paras kalptaru ek bhav sukhkaar hi Tum bhakti nauka ja chade te bhae bhavdhadi paar hi
Tum bhavdhadi the tari gaye bhye nikal avikaar Taar tamya is bhakti ko hame uttaro paar
Page 14 of 49